Vairaagya mein jee kar bhi kya kar liya,
Thodi aanhein bhar li,
Thoda pachtaa liya,
Fir jab socha ki kuch pal ki zindgi hai,
Lockdown shuru ho gya,
Fir kya tha?
Thoda so liya,
Thoda kha liya,
Thoda mann behlaa liya.

Soo jagah muh maar ke
Kis muh se idhar aaoge?
Jab main chli jaungi
Fir mere liye bhi pachtaoge.